Top 60+ Aromatic Khushboo Shayari In English To Fresh Mind

Hello, dear friends we are back with our new post Khushboo Shayari In English. Fragrance is an important part of our life. It is that medium that can remind us of anything, be it the fragrance of a rose or soil. Fragrance not only sensitizes our senses, but it also clarifies our emotions.
The fragrance is experienced along with entertainment it also gives good health. Fragrance also helps to reduce our mental stress and improves our mental health. In this post, we have shared Khushboo Shayari In English and Khushboo Shayari in English For Girl.

 

Khushboo Shayari In English

 

teri khushboo sa ahsaas dilati hai,
jaise khoya hua vo khwaab sajati hai

 

Khushboo Shayari in English

 

vo mehakti khushboo tere jaisi,
jo dil ko bahut chahti hai,
vo soch ke dard ko bhulane
ki koshish karati hai

 

 

jane kis ka zikr hai is afsane mein
dard maze leta hai jo doharane mein.

 

Khushboo jaise log mile afsane mein
Ek purana khat khola anajane mein.

 

sham ke saye balishton se nape hain
chand ne kitani der laga di aane me

 

rat guzarte shayad thoda vaqt lage
dhoop undelo thodi see paimane mein

 

hawa mein bikhri hui khushboo si teri yaaden,
dil ko choo jaate hai, man ko behlati hain

 

phool se khushboo bichad jayegi suraj se kiran.
sal se din waqt se lamhe juda ho jayenge.

 

hua hai aaj kya ghar mein har ek saman bikhara hai
udhar khushboo padi hai aur idhar guladan bikhara hai.

 

mohbbat kya hai ye jana magar jana ye markar hi
lipatkar wo kafan se kis tarah bejan bikhara hai

 

jaise khushboo chamakti hai phoolon mein,
vaise he teri muskaan me dil kho jaata hai

 

 

khushboo ki tarah teri mahak chayai hai,
dil mein basi hai vo khushboo yadon ki boondon mein

 

teri khushboo bikharti hai har jagah, jaise
khushboo bikharti hai havaon mein khoya hua pyaar

 

teri khushboo me hai ek alag sa jaadoo,
jo dil ko bandh leta hai teri yaadon mein

 

Khushboo Shayari in English For Girl

 

Phoolon Se Khushboo
Khushboo Mein Tum
Zindagi Hai Sanson Mein
Saanson Mein Ho Tum

 

Khushboo Shayari in English For Girl

Bas Gayi Hai Ye Mere Ahsaas Main
Kaisi Mahak Koi Khushboo Main
Lagaoon Teri Khushboo Aaye

 

Kuch To Hawa Bhi Sard Thi Kuch Tha Tira Khayal Bhi
Dil Ko Khushi Ke Saath Saath Hota Raha Malaal Bhi

 

Kamre Mein Cigaretteon Ka Dhuaan Aur Teri Mahak
Jaise Shadeed Dhundh Mein Baagon Ki Sair Ho

 

Dil Ka Gulaab Main Ne Jise Choom Kar Diya
Us Ne Mujhe Bahaar Se Mahroom Kar Diya

 

Main Chahta Tha Ki Us Ko
Gulaab Pesh Karoon
Vo Khud Gulaab Tha Us Ko
Gulaab Kya Deta

 

Jalne Wale Jalate Hi Hain Charigh Aakhir
Ye Kya Kaha Ki Hawa Tez Hai Zamaane Ki

 

Mail Na Karte kimti Tohfe Mujhe
Dil Jitna Hai Jo Mera To La Gulab

 

Lo Hamara Jawab Le Jao
Ye Mahakta Gulab Le Jao

 

Yaqeen Ho To Koi Raasta Nikalta Hai
Hawa Ki Ot Bhi Le Kar Charagh Jalta Hai

 

Din Mein Aane Lage Hain Khwab Mujhe
Us Ne Bheja Hai Ik Gulab Mujhe

 

Ye Pyaar Teri Bhool Hai Qubool Hai
Main Sang Hoon Tu Phool Hai Qubool Hai

 

Waqt Hi Kam Tha Faisley Ke Liye
Warna Main Aata Mashware Ke Liye

 

Tum Ko Achhe Lage To Tum Rakh Lo
Phool Tode The Bechne Ke Liye

 

Phone Bhi Aaya To Shikwe Ke Liye
Phool Bhi Bheja To Murjhaya Hua

 

Bahut Si Kashtiyaan Doobi Jahaan Par
Hawa Ki Saazishein Gahri Bahut Thi

 

Lakh Gulab Laga Lo Tum Apne Aangan Mein…
Jivan Mein Khushbu To Beti Ke Aane Se Hi Hogi

 

Ham Wo Khushaboo Hai Jo Saanson
Mein Basate Hain Khud Ki Saanson
Ko Rok Paoge Kaise

 

Teri Yadon Ki Khushaboo Se
Ham Mahakte Rahate Hain.
Jab-Jab Tumako Dikhata Hai
Bhatakate Rahate Hain

 

Tum Aao To Baharon Ne Lutayi
Khushaboo Phool To Phool The
Kanton Se Bhi Aayi Khushaboo

 

Khushboo Jaisi Rat Ne
Mera Jaisa Haal Kiya Tha

 

Ik Phool Hai Phool Kidhar Jayegi
Bat Khushboo Ki Hai Jo Hawao Me Bikhar Jayegi

 

Safar Wahi Tak Hai Jaha Tak Tum Ho
Najar Wahi Tak Jaha Tum Ho

 

Hazaron Phool Dekhe Hain
Is Gulashan Me Magar Khushboo
Wahi Tak Jaha Tak Tum Ho

 

Khushaboo See Betiyaan Jab Gale
Lagti Hai To Rooh Tak Mahak Uthti Hain

 

Khushboo Ko Phailane Ka Bahut
Shauq Hai Magar Mumakin Nahi
Hawaon Se Rishta Kiye Bagair

 

Rang Bate Karen Aur Bato Se Khushboo Aye.
Dard Phoolon Ki Tarah Mahke Agar Tu Aaye

 

Rang Khushboo Aur Mausam Ka Bahana Ho Gaya.
Apni Hi Tasvir Mein Chehra Purana Ho Gaya

 

Lahja Ki Jaise Subh Ki Khushboo Azan De
Ji Chahta Hai Main Tiri Awaz Chum Lu

 

Ek Khushboo Si Ubharti Hai Nafas Se Mere.
Ho Na Ho Aaj Koyi Aan Basa Hai Mujh Mein

 

Mere Jivan Mein Wo Aaya Bhi
To Khushboo Ki Tarah Main Use
Jitna Sametu Wo Bikharta Jaye.

 

Rooh Kagaz Kalam Khushboo Hai
Kya Numayan Payam Khushboo Hai

 

Uthi Kuchh Aise Badan Ki Khushboo.
Simat Gayi Pairaha Ki Khushboo

 

Badi Khamoshi Se Bheja Tha Gulab
Usako Par Khushboo Ne Shehar
Bhar Mein Tamasha Kar Diya

 

Ishq Ke Phool Khilate Hain
Teri Khubasurat Aankhon Mein.
Jahan Dekhe Tou Ek Najar Waha
Khushboo Bikhar Jaye

 

Gulab Ki Khushboo Bhi Phiki Lagti Hai
Kaun Si Khooshboo Me Bus Gayi Ho Tum

 

Zindgi Hai Kya Teri Chahat
Ke Siva Ye Kaisa Khwab
Aankhon Me Dikha Gayi Ho Tum

 

Waqt Ke Mod Pe Ye Kaisa Waqt Aaya Hai.
Jakham Dil Ka Juban Par Aaya Hai.

 

Na Rote The Kabhi Kanto Ki
Chubhne Se Aaj Na Jane Kyon
Phoolo Ki Khushboo Se Rona Aaya Hai

 

Aapke Pyar Ke Surur Me
Main Kuchh Aisa Kar Jaunga Bankar
Khushboo Hawa Me Fail Jaunga

 

 Hawaye Hadtal Par Hai Shayad
Aaj Tumhari Khushboo Nahi Aayi.

 

Ugata Hua Suraj Dua De Aapko
Khilta Hua Phool Khushboo De Aapko.

 

Hum To Kuch Dene Ke Kabil Nahi Hai.
Dene Wala Hazar Khushiya De Aapako

 

Sirf Khushboo Rahi Gulab Nahi
Teri Yadon Ka Bhi Jawab Nahin

 

Jab Jab Mein Leta Hu Har Sans
Tu Yad Aati Hai Meri Har Ek Sans
Me Teri Khushboo Bus Jatei Hai

 

 Kaise Kahu Tere Bina Main Zinda Hu
Kyunki Har Sans Se Pahle Teri Khushboo Aati Hai

 

 

Different fragrances have different importance. Some fragrances give us a feeling of peace and relaxation, while some give us energy and freshness. Fragrances also play an important role in our relationships, because sometimes a special fragrance reminds us of a special person. Every person has their own fragrance which is their identity because we can recognize the next person by their fragrance without seeing them.

Powe of fragrance is very important it helps to build relations and self-respect between people. A Good fragrance gives us a feeling of love and support because we have confidence and trust in that also fragrance purifies our thoughts. This fragrance beautifies our lives and gives meaning to our memories. That’s why understanding and feeling it is important in our life. These were our Khushboo Shayari In English and Khushboo Shayari In English For Girl. We hope you liked it if you liked it please do share it with your friends and loved ones.

Leave a Comment